Remove Dark circles around eyes tips in hindi
Ankhon ke aspas kale halke yani kale ghere (dhabbo) ko door
karne ke liye tips for Eye care
Use Fresh Vegetables :- Ankho ke kale Ghere (dabhbe) yani
Dark circles ko khtam karne ke liye taaza hari sabziyaon ka istemal karna
chiaye. Taja sajiyon ko khane se ye ghera (dhabbe) kam hote jayege.
Use fresh Fruit juice :- taza phalo ke ras ka itemal bhi
bhut labhdayak he. iseke istemal se eyes ke sath sath aap ke under ke taro
tazgi mehsos hogi..................
Fikar Not :- yani Tension na kare, kisi bhi baat ki chinta
na kare. Tenssion jise urdu me fikar aur hindi me chinta kaha jata he ye ek
aise bala bimari he jiski wajah se baal bhi jhad te he aur baal kale se safaid
ho jate he aur Ankho ke liye bhi tension nuksan deh he.
Tea :- Green tea ke alawa baki normal tea yani chaiye ka
parhez kare to bhut behtar hoga.
Morning walk :- suba subah ki taza aur saf shuddh hawa bhut
hi labhkari, mufeed he.]
Tv and computer :- Tv aur computer ke agage ghanto baith ne
se bache, need puri le. Kam sona aur zyada sona do no hi hanikark he. nuksandeh
he.
Use Water :- din me jab bhi moqa aur avsar ho munh ke
sath-sath apn eyes, Ankho ko pani se dhoye. Kam se kam 3 ya 5 bar din me apni
ankho par pani zaroor dale.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.