Kam bolna chaiye kiya kare ?
Bolna jaha bhut acchi baat he wahin adihk bolna yani ziyada
bolan nuksan dene wala he, Kam blone ke bare me islam ne bhi talim di he,
islamic siksha ke hisab se kam bolna bhi ek ibadat (pooja) ki tarha he iska
matlab ye bhi nahi ke kaam ki bate bhi na ki jaye balke kam blone ka mtalb yeha
he ke LAYANI bate jinka koi fayeda hasil na ho na duniya me aur na akhirat
(parlaok me daharmik tor se) koi faida na ho.
Hume kam tabhi bol sakenge jab k hom iski importance jante
honge.
Kam blone ka mehatva (importance) :-
Kam blone ka aik faida ye hota he ke aap ki baton ka mehatva
yani wazan badh jata he, agar aap ziyada bolte he to logo me aap ki baat ki
ahmiyat importance khatam................