Monday, 16 February 2015

How to improve memory? Dimagh tez karne ke liye Tips in Hindi Urdu




How to improve memory? Dimag ki kamzori ko kaise door kare Tips in Hindi


When your memory is weak: - jab aap ki memory yani “Yaddashat” or Dimgah kamzor ho jata he to aap ko apni life me kafi problem face karna padhti he. Her choti moti chezz ko aap idhir udhar rakh kar bholne lagte he and every time your questions are “Meri Chabi kahan he? Or “Mera pen Yeaha rakha taha khana gaya?” “Are mujhe to yaad hi nahi raha aaj mujhe office ka argent work finish karna tha.” Etc.
Agar aap apni memory or yaddashat ya Dimagh ki kamzori ko feel kar rahe he to, Be care, apne mind ki care kijiye apni memory ko increase kijiye.
Mind yani Dimagh (zahan) jo ek computer ke C.P.U. ki tarha he jaha humari memory save hoti he. Our mind is like a C.P.U. of Computer. I mean hume job bhi koi baat yad rkhan he use apne “Mind” me save karna hota he. To is liye hume memory ko improve karne ke lye apne mind ko sharp karna hoga. Mind ki achchi dekhbhal karna hogi. Mind like a Machine, Mind many work ko operate karta he jab hume koi bat yaad karna hoti he to mind process karta he aur apni memory me se who baat search kar ke samne le ata he to jis tarha koi Machine,  work karti he usi tarha mind bhi work karta he so jab Machine, ko hum good condition me rkahne ke lye use me oil dalte he time to time us ki safai servicing karte he same is tarha hume apne Mind ko better condition me rakhe ke lye kafi kuch karna hoga. But Kya kare kaise kare? How to care our mind and how to increase our memory?