Wednesday, 3 September 2014

Golden rules for a Good life, better zindagi k liye in Hindi, Urdu

Golden rules for a Good life, better zindagi k liye in Hindi, Urdu

Golden rules for a Good life: - yani achchi Zindagi jine ke kuch sunheri usool hote ha jin ko adobe kar ke life ko better tariqe se enjoy kiya ja sakta ha ak better life kaise jijaye Is bare me post likhi ja rahi ha today hum Is point par discuss kareinge ke other people ko kaise treat kya jaye. And her ek ko one stick se na hanka jaye it mean “one treatment for the all people is not a right way.”

Jist tarha hand ke five fingers same size ke nahi hote same is tarha hi world me rehne wlae logo ke mind and nature aik jaise nahi hote. Jo log apne relatives and friends and other people ke sath un ke nature, mind yani un ke mizaj and dimagh ke hisab se un se pesh ate hain aur un ko treat karte he who apni life ko better ejoy karte ha.

For example (Misal ke tor par) agar aap chate ha ke aap apni mother and father se better relation rakhe and who aap ko like kare to aap ko apni and unki badhti age ke sath hi unke mind ko samajhte huway un ke sath bat chit kare to aap un ke Dil ko khushi de kar khud bhi happy rahenge and apne maa bap I mean mother father ko bhi khush rakh sakeinge is tarha aap un ke ladle bane raheinge.
Father mother ke bad family members me brother and sister ke sath behave ka number ata ha is relation ko bhi better tarike se deal kare. Agar aap bade hain to chote small brother, sister ke sath bhi respect ke sath paish aaye and un ki age growth ko understand karte huwy oonse behave me positive change laye. Agar chote ha to ghar ke bade bhai behn ke sath her time izzat ke sath paish aaye.
Better friendship ke lye aap ko apne her friend ke different mind and nature ko samajhte huwye oonse behave karna chaiye. Her woman and man, boys and girls ki like and dislike (pasand napasnad) different hoti hai. Kisi friend ko Mazaq pasand hota ha I mean koi funny mind and nature ka hota hai. Koi dost sanjida mizaj (serious nature) ka hota ha and use mazak masti pasand nahi hoti in this condition agar aap apne her friend ke sath ak jaisa hi behave kareinge to aap un ke best friend nahi ban sakte and aap ke friends aap se door ho jaeinge is tarha zindagi me aik adhoorapan rehjayega. Success life behtar zindagi jiye is ke lye friends ke mind ko nature ko understand karte (samajhte) huwye unse talluqat (relation) ko maintain karein.
Wedding ke baad wife ko bhi us ke mind and nature ke hisab se treat kare. Doosro ki biwi, wife and other woman, girls ko dekh kar apni patni se behave and more aspect (zyada ummeed) na kare. Biwiyon (wives) ke bare me is example ko samjhe “jis tarha aik plant (podhe) ko tree (jhadh) ban jane ke bad jhukaya and turn nahi kiya ja sakta agar zabardasti ki jaye to who toot jayega same is tarha patni ke mizaj nature ko easy tarike se change nahi kiya ja sakta. Better zindagi, jivan I mean better life ko enjoy karte huway jine ke lye it is very need ke aap apni wife ke sath bhi us ke mind and nature ke mutabiq behave kare.
Agar patni biwi funny mind ho and aap serious mind to aap apne mind ko change karte te huwy wife ke mind ke hisab se thoda bhut hansi mazak karle it is very better ya agar wife aap se kisi tarha ka funny behave kare to naraz na ho. (agar aap woman hain and kisi ki wife ha to is bat ko husband par bhi apply kare is tarha aap apne hubby yani shohar, pati ke sath better behave kar ke skoon bhari life ji sakti hain.)
Mother, father, brother, sister, friends and wife/husband ke alawa bhi humare sath other relative and relation lage hote hain in sab ko in ke mizaj (nature , mind) ke mutabiq hi treat kare. Jaise Ghar me agar home servant ho ya office and shop etc. par koi nokar (mulazim) ho to oonse bhi better behave kare. Many time boss apne servants ke sath aisa behave karte hain jaise who insan hi na ho. Aik success and respectful person (izzatdar admi) banna hai to logo ko chahe who Chhote ho or Bade izzat, respect dena hoga tabhi aap ko better return hasil hoga.
In short tamam logo ko aik hi Google (chashme) se na dekhein. Other words me “her kisi ko aik hi lakdi (stick) se na hanke.” Logo se un ke different mind and nature ke mutabiq behave (mamla) kare Phir dekhe kaise aap eik better life ko enjoy kareinge and happy rahenge and all other ko bhi happy rakheinge. These are some golden rules for live life better. Better behave needed for long relation.

These are some golden rules for live life better. Better behave needed for long relation.

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.