Study tips for best result in exam In Hindi Urdu
Her students ka yeah hi question hota ha ke exam me achche results ke lye padhai kaise kare? or how to prepare for exams?Dear, “Exam” world jise Hindi me pariksha and Urdu me Imtehan kehte ha yeah koi Jinn or Bhoot nahi ha jisse dra jaye. Yes mera matlab yeah ha ke many students ki ak badi problem hoti ha Exam ka Dar, achche result ke lye sabse pahle aap apne Dil se Exam ka dar nikalde because Dar ke age jeet ha. Exam se darne ke bajaye aap ko better study and prepare hone ki zarurat ha is ke lye hum some tips niche de rahe ha read kare and practical kare and best result hasil kare.
- Better result ke lye daily classes attend kare ak bhi chutti nakare it is very good and important for better result (college or school students)>>
- School college ka Session start hote hi some hours (kcuh ghnate) daily study karen. Kohshis yeahi kare ke gape na de chahe chand minute hi padhe but chutti na mare.
- First kam aap ko yeah karna ha ke aap ak time table banaye yani apne din bahar ke kamo ko alag alag time me batle. Study ke alawah her who kam jo life me zaruri ha un kamo ko bhi time table me jaga de.
- Many students is tension me rehte ha ke jo who yaad karte ha bhool jate ha to aap apne mind se yeah tension nikalkar padhai kare blke karne ka kam yeah ha ke aap kisi bhi chiz ko yaad karne ke lye use achchi tarha samajh kar yaad kare only ratte na mare.
- Achchi Study ke lye continue padhai karna zaruri nahi ha, achchi study and best result ke lye free mind padhai karen, free mind padha karne ka tarika yeah ha ke kuch ghante padhai karne ke bad some time break le I mean some time study ke bad gape de and mind ko fresh karne ke lye koi game khele ya phir sero-tafreh kare ya koi bhi man pasand work kare.
- Mathematics ke question ke Answer ko solve karte time kai bar students ulajh jate hain is condition me apni study ko rokkar tension na kare balke is question ko chodh kare next subject ki study kare.
- New lesson ko yad kane ke sath hi purane lesson ko revise zarur kare warna aap age ka yad karte huway pichla lesson bhool jayege.
- Night me der tak padhai karne ki adat na dale night me jaldi sona better ha. 1 very important tip jo many expert batate ha who ye ha keh early morning study karen I mean Subah savere jo yaad kya jata ha wo kafi jaldi yaad hota ha and kafi der tak yad rehta ha. Early morning uth kar jo students parhai karte he who exam me kafi achche numbaro se pas hote ha.
- Examination ke din kai student ko time par paper solve karne me problem hoti ha, unhe yaad to hota ha but writing speed slow hone ki wajah se who kuch question ke answer nahi likh pate is lye exam se pahel hi apni writing sepeed ko badha ne par dhyan de.
- Kharab writing ak best student ko bhi average student banadeti ha. Is liye writing speed ke sath hi writing ko khubsurat (beautiful) banaye.
- Finaly jab aap Exam dene ja rahe ho to us din special kam se kam 6 – 8 ghante zarur need puri kare and breakfast zarur kare is tarha fresh mind ho kar Imtehan em baithne se result better hi aayega.
- Jab aap exam hall me batihe ho and aap ke hath me paper ho to tension blikul na kare relax ho kar first pure paper ko ak bar dhyan se read kare and un questions ko pehle hal kare jo aap ko achchi tarha se yaad hon. And time ko cover karte chale.
- Exam me paper ko hal karne ke baad copy teacher ko submit karne se pahle last me ak bar pure paper and copy ko review kare.
- Exam ke dino me kisi bhi trha ki tension na le mind ko fresh rkhe result ko lekar negative na sochen and full confidence ke sath exam de.
very good
ReplyDelete