Humare
friends ho ya relatives, humari wife ho ya children jab bhi koi ghaltiya karta
he to hume bura lagta he our hum chate he ke hum apne logo ki mistakes ko
sudhare, hum sochte hain ke kaise in logo ki ghalat adaton ko chudaya jaye? ya kisi viyakti ki buri adat kaise door karein? in questions ka answer search karne ke lye is article ko ap ke lye post kiya gaya he ho sakta he ye better sabit ho.
Logo ki
mistakes ko door karne ke lye many people khud mistakes kar dete he I mean jab
bhi hum kisi ki ghalti sudharne ki koshish krte he to kai bar wrong way use
karte he. Direct samne wale ki mistakes par use tok kar sharminda kar dete he. Jab
bhi koi person mistakes karta he to us ki ghalti ko sab ke samne open kar dete
he jis se who insult feel karta he. So, avoid this way because it is a wrong
way. Do not hurt anyone...